Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYeh Zindagi
HomeYeh Zindagi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Ye Zindagi Ek Jua Hai
ho ho ho ho ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki jiske liye jeete hain log jiske liye jeete hain log bas hai kami us naam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki ho jisko nahin hai armaan koi kaisi jawaani hai ye jisko nahin hai armaan koi kaisi jawaani hai ye ho jiska nahin hai unwaan koi aisi kahaani hai ye o naa hai khabar aagaaz ki naa hai khabar aagaaz ki na hai khabar anjaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki pyaasa rahaa main meri gali mein saawan barsta rahaa pyaasa rahaa main meri gali mein saawan barsta rahaa mele mein jaise koi akelaa aise tarsta rahaa poochho na ye kaise bhalaa poochho na ye kaise bhalaa maine subah se shaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki dil behlaane ko likhte hain dil ke kisse fasaanon mein log dil behlaane ko likhte hain dil ke kisse fasaanon mein log o rakhte hain heere moti sajaake apni dookanon mein log bazaar mein
aa aa aa aa aa aa aa aa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar zindagi hai bewafaaaaaaaaaa zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin phir kahan ye fursaten phir kahan ye raat din aa rahi hai ye sadaaaaaaaaa aa rahi hai ye sada mastiyon mein doob ja ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein khilenge hasraton ke phool jaa ke aasmaan mein ye zindagi chali gayiiiiiii ye
ikke ko baadshah ne maara baadshah jo beghum se haara aur gulaam kismat ka maara bechara yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan baaziyaan yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi ek baazi tune jeeti ek baazi maine haari ek baazi maine jeeti ek baazi tune haari kaun jeeta kaun haara yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi jab talak hai band mutthi hai wo pyare laakh ki aur jaise hee khuli ho jaayegi wo khak ki laakh kya aur khaak kya yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi yeh zamana mujhse hai main zamane se nahin har fasana mujhse hai main fasane
yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kya duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kyaaaaaa paani mein mil ke paani anjaam ye ke paani paani mein mil ke paani anjaam ye ke paaniiiiii dambhar ko saans le le dambhar ko saans le le yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaare hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaareeeeee bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegi bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegiiiiii honge yahi jhamele honge yahi jhamele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele
pehle aankh ladaiye phir aage badh jaaiye badhkar haath milaiye apna naam bataiye pehlu mein jam jaaiye phir bhi na wo pyaar kare to peechhe hi pad jaaiye mohabbat rang layegi haseena maan jaayegi mohabbat rang laayegi haseena maan jaayegi kisi se pyaar karke dekhiye ye zindagi kitni haseen hai mohabbat rang laayegi haseena maan jaayegi kisi se pyaar karke dekhiye ye zindagi kitni haseen hai bas pehli hi pehchaan mein le jao restaurant mein farmaish kar do dance ki ye seedhi hai romance ki phir haal e dil keh deejiye kuchh sharam na ismein keejiye agar wo rooth jaayegi to kya wo shor machayegi agar wo rooth jaayegi to kya wo shor machayegi haseena maan jaayegi haseena maan jaayegi kisi se pyaar karke dekhiye ye zindagi kitni haseen hai dar lagta ho to phone par keh do nahin soya raat bhar besharmi se ya sharam se bas kehte jao dharam se deewana hoon mar jaaunga badnaam tumhe kar jaunga agar wo khauf khayegi to seedhi chal ke aayegi agar wo khauf khayegi to seedhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Zindagi Ek Jua Hai Nalayak (1979) 03:54 40977
 
Poster of Nalayak (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 03:54   Song Number : 40977   

Ye Zindagi Kuchh Bhi Sahi Romance (1983) 06:04 17855
 
Poster of Romance (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:04   Song Number : 17855   

Ye Zindagi Usi Ki Hai Anarkali (1953) 08:14 21458
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 08:14   Song Number : 21458   

Yeh Zindagi Hai Ek Juaa Zindagi Ek Juaa (1992) 08:36 21487
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 08:36   Song Number : 21487   

Yeh Zindagi Ke Mele Mela (1948) 02:19 13710
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:19   Song Number : 13710   

Yeh Zindagi Kitni Haseen Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966) 03:17 38945
 
Poster of Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:17   Song Number : 38945